Ab tak apne padha ki Priya ko Raj ka birthday yaad nahi hota hai
Ab aage
Priya Ràj ko phone karti hai aaj to mere shone ka birthday hai or mene wish bhi nahi kiya..Shona mere wish ka wait kar rahe the
Ràj nahi jis ko yaad tha usne kar diya wish
Priya- mujhe bhi yaad tha main raat ko jagi bhi pata nahi kab so gai.
Main apke liye gift bhi lai hun
Priya ko birthday nahi yaad tha to gift kaise layegi
Wo ja kar uske liye gift lati hai
Riya ne Raj ko watch gift ki hoti hai or Raj ne usko pahna hota hai
Priya bhi watch le kar aati hai or apne hath se Raj ko pahnane lagti hai
Priya Dekhti hai Ràj ne pahle se hi watch dali hue hai wo usko utarne lagti hai or Raj usko rok deta hai


Main ye nahi utarunga sorry itna kah kar Raj wahan se chala jata hai.
Ye dekh ke Riya ke face per smile aa jati hai
Per Priya ke liye bura bhi lagta hai
Priya rone lagti hai ki uski di hue gift Ràj nahi pahanta to wo Riya se bolti hai meri watch itni achi hai pahni bhi nahi pta nahi us wali mai esa kya tha
Riya batati hai ki mene di hai
Priya ko gussa aajata hai ye sun kar
Priya khti hai Ràj ne mujhe hurt kiya mera gift 2 min ke liye dal leta to kya ho jata Priya ye sab Riya ko bolti hai
Řiya Ràj ko phone karti hai- kya kar rahe ho mood thik hai na..milte hain aaj kahin bahar chalte hain
Ràj- ok jaisa aap kahen
Dono sham ko milte hain
Riya Ràj ki pasand ka sab mangwati hai
Dono bhut batein karte hain bhut happy hote hain 
Tabhi waha Priya aa jati hai 
Ab Aage kya hoga ??
Next Part- Part-8