Ab tak apne padha ki Riya Ràj ko Příya ko apanane ke liye bolti hai
Ab aage
Raj - tum kya yahi chahti ho ki main Priya Se fir se pyar karne lagun
Řiya - wo aapko bhut pyar karti hai aap ek bar usko mouka de ke dekho
Mujhe bhi lagta hai aap bhi usko chahte ho
Ràj Riya Ki baat man leta hai
Riya Ràj raat to bat kar rahe hote hain Priya ka phone aata hai Ràj ke muh se nikal jata hai ki Priya ka phone aa raha hai
Řiya kahti hai aap bat karo us se
Ràj- nahi main tumse bat kar raha hun na
Řiya apne kaha tha na aap mouka doge to bat karo ab Priya se
Ràj kahta hai please abhi nahi baad main bat kar lunga
Řiya usko apni kasam de deti hai
Ràj good night bol kar call kaat deta hai or Priya se bat karne lagta hai
Per us ka man ab bhi Riya se karna ka ho raha hota hai
Priya purni batien karti hai
Ràj uski bat sun jarur raha hota hai per uska bat karne ka man nahi hota
Priya- Good night aap ka mujhse bat karne ka man nahi hai na thik hai bye
Priya phone rakh deti hai or Riya ko sari bat ghuma fira kar btati hai
Řiya Priya ki batein sun kar Ràj se gusaa ho jati hai
Ràj - kya hua apko yaar
Řiya - apne thik se bat kyu nahi ki Priya se wo apko kitna chahti hai
Sab pahle jaisa kar do na jaise aap usko pahle chahte the vaise hi ab chaho please
Raj gusse mai Priya ko bolta hai - thik hai jaise tum chahogi waise hi hoga


Řiya ne Raj ko kah to diya ki aap Priya ko apna lo par wo khush nahi thi par usne time time par Priya ka sath diya
Ràj - Riya ko phone karta hai par Riya dekh kar bhi nahi uthati kyunki usko lagta hai ki Raj ko Příya se bat karni chahiye
Ràj - Gud and t.C mujhe pata hai aap janbujh ke phone nahi utha rahi thi
Ye msg kar ke so jata hai
Mornning me Priya ka phone aata hai gud mornning shona so rahe ho uth jao
Ràj gud mornning bol ke uth jata hai
Priya pahle ki tarah usse bat karti hai or Raj bhi acche se bat karta hai kyunki usne Riya ko kaha tha wo sab thik kar dega
Riya - janbuch ke Ràj se door hoti jati hai taki Priya or Raj pas aajye
Riya ko lagta hai ki shayad Ràj bhi kahi na kahi Priya ko
chahte hai
Kal Ràj ka birthday hota hai Riya Raj ko wish kiye bina raha nahi pati usko rat ko 12 bje wish karti h
Ràj bahut khush hota hai or bahut dino bad uski fir se
aise bat hui
Mornning me Priya Riya ko milti hai to Riya kahti hai aaj kya plan hai fir Priya bolti hai aaj kya hai koi plan nah hai
Riya Priya ko yad dilati hai ki aaj Raj ka birthday hai.
Ab dekhenge aage kya hota hai..
Next Part-  Part-7